Jatt Prabhjot say -
Sat Shri Akal, Namaste, Bado ko pairi pona or Choto ko heloooooo ..Here is our new song in which i show my complete life journey start to end, hope so you all love it and do comments, which part of video fo you really Like.

Singer-
|
Gurvansh
Gujral
|
About-
|
|
Lyrics
Writer -
|
Gurvansh
Gujral[rap]
|
Song-
|
Manzil Lyrics – Jatt Prabhjot
|
Manzil Song Lyrics – Jatt Prabhjot
Jude
zameen se
Aasmaan
pe rakhe pair
Pehle
teri mehnat phir hoti rab di mehr
Lekeer
ka fakeer ban’ne ka tha na shauk
Tabhi
to ban paya aap sabka Jatt Prabhjot
To
good morning friends
Sat
sri akal namaste
Badon
ko pairi pauna chhoton ko hello
Umar
10 tera bhai tass se mass
School
ke khoob maze maze loot
Aur
padhne mein tha main mast
Shauk
the do
Ghoomna
phirna aur padhai
Baaki
aankhon se dikhta na thi utni kamayi
Jo
le jaaye mujhe baahar, dilaye kapde
Main
paagal sa bachcha
Lagta
tha unse jhagadne
Manzil Lyrics – Jatt Prabhjot
Pyar
karne se zyada papa majboor the
Tabhi
to dost yaar mere mujhse door the
Purane
mere kapde, purane joote
Purani
yeh kitabein
Woh
hanste the mere munh pe
Kyun
be ismein meri kya hai galti
Par
jald hi main seekh gaya
Majboori
bhi ek galti
Chalna
sikhaya tujhe daudna hai
Jeena
sikhaya tujhe jeetna hai
Kehna
sikhaya tujhe cheekhna hai
Tukhe
seekhna hai
Chalna
sikhaya tujhe daudna hai
Jeena
sikhaya tujhe jeetna hai
Kehna
sikhaya tujhe cheekhna hai
Tukhe
seekhna hai
Tukhe
jeetna hai
Kuchh
hi samay nave kaam pe main jaane laga
Umar
thi 12, 22 ki soch ko laane laga
Kam
thoda khaane laga
Aansu
ko dabaane laga
Apne
se bhaari wazan main uthane laga
Manzil Song Lyrics – Jatt Prabhjot
Padhne
ka shauk kaam karne ki majboori thi
Raat
raat bhar padhai se
Kamzor
aankhein ho rahi thi
Meri
umar mein laundon ke toot’te dil
Yahan
meri aankhon ke saamne
Meri
dukaan toot rahi thi
Woh
bhi tha samay room ek rehte log 5
Wahin
tha khaana peena wahi bani apni dukaan
Kayi
baar socha ki le leta hoon apni jaan
Par
imaan bola papa ki baat ka banega kaun shaan
Zaruratein
poori hon na hon
Par
meri fees bhari jaati thi
Meri
maa ki aankhon mein woh ek tasveer
Mujhe
hamesha dikhlaati thi
Ke
mujhe hona kaamyaab
Karna
kanyadaan meri chhoti behan
Meri
jaan mera samman
Mere
ghar ki khushiyon ko wapas deni jaan seedhi baat
Waapas
lana apna aatmsamman
Chalna
sikhaya tujhe daudna hai
Jeena
sikhaya tujhe jeetna hai
Kehna
sikhaya tujhe cheekhna hai
Tukhe
seekhna hai
Chalna
sikhaya tujhe daudna hai
Jeena
sikhaya tujhe jeetna hai
Kehna
sikhaya tujhe cheekhna hai
Tukhe
seekhna hai
Tukhe
jeetna hai
Manzil Lyrics – Jatt Prabhjot
Poori
padhai kiya thi naukri ki talaash
Saal
bhar ghoome baby bana na paaye koyi baat
4000
koyi deta 5000
Is’se
zyada dukaan pe mere chhotu ki thi pagaar
Kaam
pakde jo bhi mujhe takkre
Na
the koyi nakhre
Kyun
ki saaf mere sapne
Sath
mere apne
Sath
kiya kaam, sath faila naam
Aaj
bhi thok ke salaam apne bhaiyon ko
Jinhone
diya sath
Jinhone
mere bure waqt mein bataya hath
Yeh
zamana hath kaatne walon ka
Jaat-paat
mein baatne walon mein se
Na
tha koyi mera yaar
Dhool
vi chatt layi, duniya vi takk layi
Koyi
kise da yaar nai jadd hundi ae takleef
Yaar
pra vi nakli eh gall ch koyi shakk ni
Paalo
tussi kutta par paalo kade sapp nai
Poori
zaruratein ab ho rahi thi
Meri
maa bhi ab sukun se so rahi thi
Par
mere andar ka jwala tha
Mujhe
jo sata raha tha
Us’se
meri neendein ab kho rahi thi
Kaam
kar raha hoon, ghar bhi theek hai
Yaar
dost kehte toone paa li jeet hai
Par
aana mujhe rona yeh kaisa mera naseeb
Kaamyaabi
ke baad bhi mujhe mili na koyi jeeta hai
Dum
mera ghut raha
Maa
mujhe poochhti
Raaton
ko mujhe neend nahi kaam mein aati
Sochti
santushti nahi hai
Kisi
bhi baat ki mujhe khushi kyun nahi hai
Chardiwari
ko chhod karna aasmaan ki sawari
Maine
soch liya yeh kaam mere bas ka nahi hai
Zindagi
jeeni hai ik baar jee shaan se
Manzil
hai door par lagaam tere hath mein hai
Zinda
hai tu kyun ki khuda tere sath mein hai
Na
dar tere kala tere hath mein hai
Kaamyaab
banda kaam ke baad bhi khush nahi hai
To
woh kaamyaab hi nahi hai
Iklauti
zindagi ko ro kar jeena
Achchi
baat to nahi hai
Manzil Song Lyrics – Jatt Prabhjot
Job
se off lekar savings ko tod diya
Kar
explore mujhe yeh hai maine thaan liya
Ghar
walon ne bhi mujhe poora support kiya
Soch
liya gaadi maine Laddakh ko mod liya
Lagaya
go pro
Jaane
laga slow slow
Leta
raha photo
Ab
leta raha slow mo
Dekha
maine jo jo
Main
chahta sab kuchh mera ho
Main
chahta har koyi dekhe kabhi
Banaya
pehla video
Start
to end maine poora record kiya
Ghar
aake dekha edit kiya phir upload kiya
Sach
bataun woh pehla zindagi ka din tha
Jab
har ek lamha maine poori khushi se jiya
Chalna
sikhaya tujhe daudna hai
Jeena
sikhaya tujhe jeetna hai
Kehna
sikhaya tujhe cheekhna hai
Tukhe
seekhna hai
Chalna
sikhaya tujhe daudna hai
Jeena
sikhaya tujhe jeetna hai
Kehna
sikhaya tujhe cheekhna hai
Tukhe
seekhna hai
Tukhe
jeetna hai
Manzil Song Lyrics – Jatt Prabhjot
Back
to square one, one on one
Shuru
huyi jung jo thi meri khud se
Kamaun
thoda kam par karun kaam
Jismein
lage mann
Yeh
maine thaan liya man se
Back
to back phir video banane laga
Chhutti
to milni nai thi salary katwane laga
Daant
bhi khaane laga par baat nai koyi
Dilli
Manali Mussoorie to ghoome mila
Dekh
dekh views badhne lage
Log
mere naam se mujhe jaan’ne lage
Road
pe rok ke mujhe bulane lage
Phir
ek din hua kuchh aisa
Meri
aankhon se aansu na ruke
Paa
li jeet bhale aa jaaye maut ab
Hua
kaamyaab na bacha kisi ka khauf ab
Shohrat
paa li maine, daulat paa li
Papa
ki chhaati chaudi ke saame tikega kaun ab
Record
kiya fastest growing youth
Youtuber
ki lagi bet
Time
hua mujhe aaye 2 saal
2
saal mein tera bhai 1 million paar
Diya
shot maine short notice mein
Aane
lage notice mein tere bhai ke kisse
Load
kare shot kare video mein gaur kare
Mere
liye comments mein logon ki maa-behn kare
Mere
fans ne diya bohat pyar
Haters
ne mere liya rakha mangalvar
Samachaar
aaya Jatt Prabhjot ko mila pyar
Tabhi
to KTM se seedha le li BMW car
Bana
blogger na kisi ka naukar
Din
mein kaam khud ka shaam mein hoon shopper
Hip
hopper bhai mere sath
Gurvansh
Gujral gol maare jaise soccer
Plan
tha foolproof na khela main gambling
Tumhare
liye tough jaise carry of gavin
Off
road zindagi mein smooth rakhi handling
Tumhein
laga shot put maine javelin
Subscribe
karein dislike ke liye
Face
hide karein meri ek bite ke liye
Lakhon
mein views har video ko aate
Haters
ka aabhari main iss hype ke liye
Door
se dekh kar murjhane wale log aaj
Door
door se aate mujhe milne
Purani
tasveerein inbox mein bhej kar
Aate
banane nave nave rishte
Jo
na karte the follow
Aaj
tweet karte hain mere baare main
Waise
to manzil hai boht door
Par
kayi log humein ginte sitaaron mein
Manzil Song Lyrics – Jatt Prabhjot
Tumhare
saame hai aaj mera kal
Na
yeh chamatkaar bas mehnat ka phal
Aap
sabhi ke pyar se haters gaye jal
Aur
main seekh gaya zindagi ka jeena har pal
Haan
manzil bohat door hai
Par
yeh mukaam mere liye kisi jeet se kam nahi
Bure
samay ko sahi banana hamare hath mein hota hai
Bas
sachche man se mehnat karte jao
Aur
pyar failate jao
Isiliye
main yeh kehta hoon
Dua
bani dawa
Jahan
kabhi socha na tha
Wahan
aaj hoon khada
Jo
na jaante the woh bhi aaj hain mere gawah
Mata pita aur chahne walon ko dil
se shukriya
Manzil Song Rap -Gurvansh Gujral
I Hope Yo Are Like My Lyrics “Manzil Song Lyrics – Jatt Prabhjot - Youtuber - Manzil Song Rap -Gurvansh Gujral” For More Click Here Home Page