Tu Jo Kehde Agar To Mai Jeena Chod Du Lyrics - Ishq Ne Krazy Kiya Re

Tu Jo Kehde Agar To Mai Jeena Chod Du Lyrics This Song Is Sung By Mohd. Irfan And Lyrics Writeen By Ravi Basnet And Music Given By Rishi Siddharth.

Tu Jo Kehde Agar To Mai Jeena Chod Du Lyrics

Song Title :

Tu Jo Kehde Agar To Mai Jeena Chod Du Lyrics

Singer :

Mohd. Irfan

Music :

Rishi Siddharth

Lyrics :

Ravi Basnet

Album :

Ishq Ne Krazy Kiya Re

Music Label :

T-Series


Tu Jo Kehde Agar To Mai Jeena Chod Du Lyrics

 

Tu jo keh de agar to

Main jeena chhod doon

Bin soche ek pal,

Saans lena chhod doon

Tu jo keh de agar to

Main jeena chhod doon

Bin soche ek pal,

Saans lena chhod doon

 

Naa rahun, naa jeeun

Koi lamha tere bin

Zindagi hai thami

Tujh mein hi kahin

 

Tu dua hai dua

Khwahishon ki dua

Tu dua hai dua

Khwahishon ki dua

Tu dua hai dua

Khwahishon ki dua

Tu dua hai dua

Khwahishon ki dua 

 

Main tera aks hoon

Tu jahaan main wahin

Main fanaa hoke bhi

Jeeunga tujh mein hi 

 

Khud se hi hoon judaa

Jaanta hai khuda

Tu hi tu har jagah

Main yahaan main na raha

 

Tu duaa hai duaa

Khwahishon ki duaa

Tu duaa hai duaa

Khwahishon ki duaa

Tu duaa hai duaa

Khwahishon ki duaa

Tu duaa hai duaa

Khwahishon ki duaa 

 

Kya huaa, kis liye

Faasley darmiyaan

Ye bataa ho gayaa

Mujhse kya aisa gunaah

  

Dard kyun hai miley

Aise ye silsile

Aankhein num kyun hui

Kyun bhala ye be-rukhi

  

Tu dua hai dua

Khwahishon ki dua

Tu dua hai dua

Khwahishon ki dua

Tu dua hai dua

Khwahishon ki dua

Tu dua hai dua

Khwahishon ki dua.


Tu Jo Kehde Agar To Mai Jeena Chod Du Lyrics Video Song-

I Hope Yo Are Like My Lyrics Tu Jo Kehde Agar To Mai Jeena Chod Du Lyrics For More Click Here Home Page